The End Of Love Is Death

India
February 15, 2010 8:06am CST
Waht can you explain it........... Na jaane Q hum aaj bhi unse pyaar karte hain, Bhula kar vo hume ab inkaar karte hain! Socha thaa yaado ke sahare kaat lenge pal per roj unka deedar karte hain! Mai Use paana nahi chahta, magar Use pyaar karta hun! Na jaane Q usi ke liye jeeta aur marta hun! Maa-Baap mere bhagwaan hai par jindgi uspe nishar karta hun! Jindgi jaane kahaan jaakar thamegi mujhe to jeena nahi...uski khusi ke liye jeetein hain uski khusi ke liye marte hain, aur wo hamesa hume galat samajha karte hai! Pyaar ki jot hum hain to tel wa machis wo hain, Aag lagaadi sukhi baati main aur tel dalna bhul gai! Jindgi na jaane kaha thamegi mujhe to jeena nahi....Use na jaane Q mere pyaar ka ahshaas nahi dhadkhan thum jaati hai par thumti yah saans nahi. Maanga tha thoda pyaar unse dur rahne ke liye...Paas rahne ki kasam dekar.....???? Gujarish kayaa kairen bhagwaan se jab .......??? Aisa lagta hai jaise janam-janam bichda diya.
1 response
• India
20 Feb 10
Why are you not going to her and tell her that she You loves her very much.