Sher-O-Shayari

@geeta151 (312)
India
April 16, 2007 2:28am CST
Agar hum na hote to aapko ghazal kuan sunata Apke chehre ko kamal kuan kehta Yeh to karishma hai mohobbat ka Warna patthar ko tajmahal kuan kehta.
1 person likes this
2 responses
@apsara60 (6610)
• Israel
16 Apr 07
agar app na hote toh gazal hum bade araam se kitaboho se padh lete, agar app na hote to kamal jaisa hamara chehra kabhi murjhaya nahi hota, kyuki koi aansoo dena wala bhi toh nahi hota.... Mohabbat meh koi dam nahi hota , ye kapdo ki thara badalti hai. Taj Mahal naam dene se kya pather ka vajood badal paya, hai toh woh aaj bhi pather heeeee..... Khabo ki duniya se haakigat ki dunya meh awoo.....Mohabbat ka matalb badle zamana ho gya....
@geeta151 (312)
• India
16 Apr 07
Wah wah Wah wah!Khub kaha ,hum to phida ho gaye.
1 person likes this
@apsara60 (6610)
• Israel
16 Apr 07
chalo app ki is waha waha se hame muskurane ki koi wajha to mili.....thanks
• Pakistan
30 May 11
yeh nazum mera bahot pasandeda hay. is jesay nazum ko may pasand karta hon